I am in the mood to play Antakshari but because I don’t have anyone to play with, I guess I will play blog Antakshari.
What is blog Antakshari??? :???: Well, I will get us started, and then whoever comments needs to follow with the next song just like in regular Antakshari.
So we will start with Ma – this one is for you Neeruuu
Mere khwaabon main jo aaye,
aake mujhe tarsaaye,
usse kaho kabhi saamne toh aaye
Mere khwaabon main jo aayeeeee
A –
Aye kya bolti tu, aye kya main bolu?
Sun… sunaa? Aati kya khandala?
Kya karu…aake main khandala?
Arre ghoomenge, phirenge, naachenge, gaayenge, aaish karenge, aur kya?
Aye, kya bolti tu? Aye kya main bolu?
La -
Le jaayenge, le jaayenge, dilwale dulhania le jaayenge
arre rahe jaayenge, rahe jaayenge, ghar wale dekhte rahe jaayenge
le jaayenge, le jaayenge, dilwale dulhania le jaayenge!
Ga -
Gaata rahe mera dil, tu hi meri manzil, aaye
kahin beete naa yeh raatein, kabhi beete naa yeh din,
gaata rahe mera dil
La -
Now, its your turn.
Comment with a song that starts with La. Have fun!
Alvida. Jai Mata Di.
Lakhon Hein Nigaah Mein,
Zindagi Ki Raah Mein,
Sanam Haseen Jawan,
Hoton Pe Gulaab Hai,
Aankhon Mein Sharab Hai,
Lekin Voh Baath Kahan..:lol::hyper:
Ka
woops…I don’t know what this ends with:???:..so whatever suits u:shock:
Good one Mannat.
Right..i think it ends with Kahan.. na..
Na -
Nunne munne bacche teri mutti main kya hai
nunne munne bacche teri mutti main kya hai
mutti main takdeer hamari
humne kismat toh bas kiya hai..
H/Hu
Hum rahe ya na rahe kal
Kal yaad aayenge yeh pal
Pal yeh hain pyaar ke pal
Chalaa mere sang chal
Chal soche kyaa
Chhoti si hai zindagii
Kal mil jaaye to hogi khushnaseebi
Hum rahe ya na rahe yaad aayenge yeh pal:lol:
yeh kaunsi movie ka gaana hai???
Nice song..I will have to find.
wapas La
lekar hum deewaana dil
firate hain manjil manjil
kahee to pyaare, kisee kinaare, mil jaao tum andhere ujaale
ta rum pum
lekar hum deewana dilllllll
La
arre..I heard it in the Indian idol cd…I thought it is from a movie…anyways, it is a song though…:wink: so I won’t take it back:lol:
Ladki badi anjaani hai
Sapna hai sach hai kahaani hai
Dekho ye pagli – bilkul na badli
Ye to vohi deewani hai:hyper:
Achaa, it’s my bed time now..have to be at work at 6 am:shock:..so I will join in the morning:yes:
Goodnight!
I am also heading to bed after this song…
Good song on La — yeh toh mere ko yaad hi nahi aaya.
H/Hu par gaana hai mere ko… another song for my dear neeruuu
Humein tumse pyaar kitna..
yeh hum nahi jaante…
magar jee nahi sakte..
tumhare binaaaaa
ohhhh ohh.
humein tumse pyaar hai kitnaaaaa
Ok next commenter — sing on Na
Nainon mein badra chaaye
Bijlee si chamke haaye
Aise mein balam mohe
Garwa lagaye…eee…eee…
that ‘hum rahe ya na rahe kal’…is a song by KK…it’s a song from a private album…but it’s a fantastic song!
Noorie, Noorie
Aaja re, o dilbar jaaniya
Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha jaa re
Ujalaa ujalaa narm saveraa
Rooh mein meri jhaanke
Pyaar se poochhe kaun basaa hai
Tere dil mein aake
Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Tu hi aake bataa jaa re
The song by mannat is a song by KK its not in ne movie it was from his album… nice song though…
wow.. this is a good idea…
Poonam…. the song that mannat sung “Hum rahe ya na rahe kal
Kal yaad aayenge yeh pal” is a beautiful song from the album “Pyar Ke Pal” by KK. A very romantic and beautiful song… one of my favourite.. u should listen to that one.. don’t miss it…
Ok now, let me continue the antakshari.. i should start with “Re” right???
here is the song from a naya movie “Chand Sa Roshan Chehra”…
Resham se bhi naazuk naazuk, sone se bhi sunehra….
Mere dilne jisko chaaha… woh chaand sa roshan chehra…
woh chaand sa roshan chehra… woh chaand sa roshan chehra…
This movie has got a couple of good tracks…
Wokayyyy….. whos the next??????
Rehna rehna tere dil mein rehna
Jaane jaan ab dard judaai
Sehna sehna mujhko nahin sehna
Oh, kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai
Hai rama ye kya hua kyon aise humein sataane lage
Tum itni pyaari ho saamne hum kaabu mein kaise rahein
Jaao humko to aati sharam hai
Teri aisi ada pe to fida hum hain
Hai ishq khata, hai ishq saza
Hai ishq bala, hai ishq daga
Isi ishq se phir bhi kaun bacha
From the movie Deewangee
Chaahat Nadiyaa
Chaahat Saagar
Chaahat Dharti
Chaahat Ambar
From the movie Chaahat
Baar Baar Dekho, Hazar Baar Dekho,
Ke Dekh Ne Ki Cheez Hai Hamari Dilruba,
Taali Ho..
From the movie China Town
Chand Chupa Badal Mein…
Sharma Ke Meri Jaana…
Seene Se Lag Ja Tu…
Bal kha Ke Meri Jaana…
ohhh.. that song was for the first song that Pareeka sung..
[O] Jaane Jaana
Hai Saans Jab Tak
Tumhe Muhobbat Karenge Jaana
O Jaane Jaana
Karib Aao Tumhari Tanhaiya Chura Lu
Dhadakte Dil Se Tumhari Betabiya Chura Lo
Tumhari Ankhon Main Saat Rang Ke Khawab Rakh Du
Tumhare Hothon Pe Chahat Ke Gulab Rakh Du
Can i do that? Or does that get counted as starting with “O”?
hmmmmmmm i think perhaps o jaane jaana won’t count. So here’s another one instead.
Jaana nahi tha
Pyar ki gali mein
Deewanepan ki yaar ki gali mein
Lekin maine kar liya
Ishq rago mein bhar liya
Tum pe yakeen maine kar liya
From the movie Blackmail
Yaadon ki baarat nikli hai aaj….
Dik ke dwaare dil ke dwaare…
Sapno ki shehnaayi beete dino ko pukaare….
Dil ke dwaare…..
raja ki aaegi barat
rangili hogi raat
magan main nachungi
Goli maar bheje mein..
Bheja shor karta hai
Bheje ki sunega tho marega kallu….
Maama kallu maama…
Mehndi laga ke rakha,
Doli sajake rakhna
Mehndi laga ek rakhna,
Doli sajake rakhna
Lene tujhe o gori (poonam!)
aayenge tere sajna (ofcourse neeraj ;))
Chalo next one “na” se gao ….nice idea poonam! BTW we played antakshari on voice chat at the million mini meets :D
wow.. so, got one more person to play with.. here I go kaush…
This one from the same movie DDLJ….
Na jaane mere dil ko kya hogayaaaaa….
abi to yahi tha abi khogayaa… khogayaaa…………..
Hogayahai tujko tho pyar sajnaaaaa…
laakh karle tu inkaar sajnaaaa…. dildaar sajnaaa… hai yeh pyar sajnaaa….
someone come and start the game… am feeling bored out here….:yawn: think am the lone crusader here..
aaja aayi bhaar…dill hai bekaraar…oh mere rajkumar…tere bin rahaa na jaayee…aajaa…
Nahin yeh ho nahin sakta ki teri yaad na aaye
bina tere kahin bhi dil mera ab chain na payee
tujhe bhulne se pehle
meri jaan chali jaaye…
Next song from ye..
NA
na jao saiyan chuda ke baiyaan
kasam tumhari main ro padongi
machal raha hai suhaag mera
jo tum na hoge to kya karongi
ye bhikree julfe ye khilata gajaraa
ye mahakee chunaree ye man ki madira
ye sab tumhare liye hai pritam
main aaj tum ko na jaane doongi jane na doongi
A great song by Geeta dutt :)
lo jab tak main gaana likh raha tha “NA” par ..from prasad .. tab tak itne logon ne comment chod diye
.. ab ye.. par
:)
I think mannat is rite with aa…
continuing with mannat’s ending of aa..
Aaina mujhse meri pehli si soorat mange
mere apne mere hone ki nishani mangein..
From ” Daddy”
YE
Ye jo desh hai tera
swades hai tera
tujhe hai pukara
yeh woh bandhan hai jo toot nahi sakta
mitti ki hia jo khushboo.. tu kaise bholayega
next is GA
lagta hai mere ko aur likhna nahi chaiye.. :) jab tak main likhtah oon koi song. . alreadt update ho chuka hota hai :)
Gaate the pehle akele
aaj gata hai saara jaha
kaisa khushi ka samma hai
peeke aanso hanso rey saana…
From Khamoshi
wow.. some entries.. cool… am listening to Yeh jo des hai… and here Manish too has sung it.. :)
Let me continue from ga…
ga tu aisi dhun mein gaa…
geet aaisa koi ga….
choo le jo dil mera…
from Kisna…
hope no one has updated before me…. :)
great songs everyone!!!
Whoo hoo!!
Next song is for Ra -
Raja ko rani ne se pyaar ho gaya
pehli nazar pehla pyaar ho gaya hai
dil jigar dono ghayal hui
teere nazar dil ke paar ho gaya
Ya
Yamma yamma yamma yamma
yeh khubsoorat jahaan
bas aaj ki raat hai zindagi
kal hum kahan tum kahan..
bas aaj ki raat hai zindagi
kal hum kahan tum kahan
Na -
Nanha Munha rahi hun, desh ka sipahi hun,
bolo mere sang jay hind jay hind jay hind…jay hind…
Da…
I am giving someone else a chance ..jaldi koi gaana gaao
dard e dil dard e jigar
dil mein jagaya aapne
Nikamma kiya iss dil ne
iss dil ne kiya hai nikamma
Ma –
dum bhar jo idhar moo fere o chandaaaaaaaa.. main unse pyar kar loongi aankhen do char kar longi .
G
Seems that you are late once more Manish..
now on Ma –
dum maro dum
mit jaye gum
bolo subha sham
hare krishna hare ram !
mere samne wali khidki mein 1 chand ka tukda rehta hai .. afsoos yeh hai ke wohh hamse kuch ukhda ukhda rehta hai
H
this time i made it :) on M
har dil jo pyar karega..woh gaana gaayega…har dil jo pyaar karega woh gaana gaayega..
Ga
gabbar singh yeh keh kar gaya jo dar gaya so marr . nadan bacha hai haseen khel mein .. goli gajab ki de kar gaya ..
movie 100 days
y..
yeh dosti hum kabhi nahi todenge
todenge hum agar tere saat na chodenge…
i have never heard of that song Manish..par tum kah rahe ho toh maan jaati hoon
Gore gore mukhde pe kaala kaala chashma
tauba khuda khair kare khub hai karishma khub hai karishma
gore gore mukhde pe kaala kaala chashma
Ma -
Lagta hai Prasad ko haraa diya.
mere khabo mein tu
mere saaso mein tu
raat din subha shaam
leke tere naam
…
(movie with kajol n manisha koirala n bobby deol)
Maine tere liye hi saat rang ke sapne bune..
sapne sajile sapne…..
( kissi to purani movie ka hai.. dunno which one)
N
naina barse rimjhim rimjhim ..
piya tore aawan ki aas ..
adhuri hoon main ..afsana jo yaad aaye chale aana ..
mera jo haal hai jo tujh bin wo aakar dekhe jaana ..
bhigi bhigi bpalke ..
cham cham aason chalke ..
khoi khoi aankhen hain udas…
mera one of favorite songs…
kunal bhiaya site to bahut hi achi bani hui aapki.. too good.. is this ur company ?
Good one Manish!!
Sa -
Sun saiba sun..
pyaar ki dhun.. maine tujhe chun liya. tu bhi mujhe chun…
N again!!
suraj hua maddham chand jalne lagaa..aasmaan yeh aaye..kyon bichadne lagaa…main teri rahi..zameen chalne lagi…na na na na na na.. dhalta hua..saans rukne lagi..
kya yeh mera pehla pehla pyaar hai…sajnaaaaaaaaa…kya yeh mera pehla pehla pyaar hai..
Hu/H
na na na na meri beri ke ber mat todo nahi to kanta chub jayega..
G
poonam late ho gayi :D
you beat me Madhu
Gum hai kissi ke pyaar main.. dil suboh shaaam
magar keh nahin paon main uska naaam..
M
You bet!
mere jeevan saaathi pyar kiye ja…
Khuubasurat, ziddii pa.dosan
Satyam shivam su.ndaram, satyam shivam su.ndaram
Satyam shivam su.ndaram
Mere rang mein rangein waali
pari hai ya hai pariyon ki rani
ya hai koi prem kahani
mere sawalon ka jawaab do..
so na..
N
na mangu sona chandi
na mangu heera moti
de de de de de de siaba football wapas hame !
Mera dil bhi kitna pagaal hai
yeh pyaar to tumse karta hai
par samne jab tum aate ho
khush bhi kehne se darta hai
O mere saajan… o mere saajan
N…:rotfl:
OR !
Na maangu sona chandi
Na mangu heere moti
yeh mere kis kaam ke
Deta hai dil
de badle mein dil ke
Ge ge re ge ge ge re
sahiba pyar mein sauda nahi
mera rang de basanti chola…mera rang de..mera rang de basanti chola ve…rang de basanti cholaaaaa…mahi…rang de basanti cholaaaaa
La
Kunal is it M or what .. anyways M par likh raha hoon..
mere naseeb mein tu hai ke nahi…
tere naseeb mein main hoon ke nahi..
yeh hum kya jaane.. yeh wahi jaane… jisne likha hai sab ka naseeb
we will take the first one..becuz..i have already sang the next letter..
La -
lala lala lorry doodh ki katori.. doodh mein batasha munni kare tamasha
sheeshaa ho yaa dil ho…aakhir main toot jaata hai
hu/h
no body on SH…chalo main hi honours kar deta hoon
shayad meri shaadi ka khayal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhe chai pe bulaya hai
H..
hum tum 1 kamre mein band ho chaabhi kho jaye.. tere naino ki bhol bhulayi mein bobby kho jaye
Y
poonam kya tum bhi office mein veli ho meri tarah
wronggggg manish.
no hum tum..
that starts andhar se koi bahar naa sakhe…bahar se koi andar naa jaa sakhe..
back to H/Hu
Yuh hi kat jaayega safars aath chalne sey
Mazil aayegi nazaar saath chalne sey..
sa
Working from home these days Manish.. ghar se veli hoon..
Ohhho..
ab H se..
Humne tumse pyaar kitna.. yeh hum nahin jaante.. magar ji nahin sakte tumhare bina..
N:rotfl::rotfl::rotfl:
that was done Madhu … by me ..:smile: Comment #7
phir se H
I love catching u all on N all the time..:grin::yes:
Ohh ok…
haanstein hanstein kat jaaye rastein jindagi yuh hi chalti rahe
khushi mile ya gum, badlenge na hum.
duniya chahe badalti rahei..
Phir se H
hanste hanste kat jaye raste .. jindagi yuh hi chalti rahe .. khushi mile ya gam badlenge na hum.. duniya chahe badalti rahe
yeh maine gaayaa.. pehle… Manish
Anyways, phir se H hai..
Toh yeh raha mera gana..
Hazaaron Khwahishain ‘eisee Ke Har Khwahish Pe Dam Nikle
Bohot Nikle Mere Armaan Lekin Fir Bhee Kam Nikle
Remember this Poonam:grin: ?
I do remember Madhu
Good one!!
La –
Lo chali main..apne devar ki baraat leke lo chali main…
na
Naazar ke saamne, jigar ke paas.. koi rehta hai… woh ho tum..
M
No more N’s
:)
maut se kya darna use to ana hai.. 2 din ki hai zindagi hamein apna farz nibhana hia
H
Hum tumhein chahtein hai aise… marne waala koi zindagi chahata ho jaise….
S
hoshwalon ko khabar kya ..behqudi kya cheej hai..
H
na jao sayan jhuda ke bayein kasam tumhari ro padungi…
Poonam late ho gayi!!:smile:
We are on
S –
saagar kinare dil yeh pukaare .. tu jo nahi toh meraaa..koi nahi hai.. oh oh oh .. saagar kinaareee
Re
o boy this is fast lol… i am late :p
solah baras kii baalii umar ko salaam
pyaar teri pehli nazar ko salaam …
pata nahji kaha se yaad aa gaya yeh
M
Ruk Ruk ruk na na
Jhuk jhuk jhuk jkujna hai
chalna hai chalte jaana hai
jeete to jeete
haare to haare
har dil ko apna banana hai
H
rang barse bheege chunar wali rang barse..
se..
hi madhu,
yeah thats my site… thats what i do apart fr my normal job…
do let me kn if neone wants to make a website or nething related to web…
hum aap mein kuch kho gaya ..kuch mil kya kuch kho gaya.. hum tum pe marte hain hum tum pe marte hian ..
N..(this time from me ;))
Manish hamesha late hota hai..
Ladkiyan beating the ladkon log..
Kunal…
Manish asked that question…:grin:
kunal bhaiya question maine poocha aur reply madhu ko de rahe ho sahi hai :D
Poonam… woh phir late hua..:rotfl::rotfl:
ladki log hamesha fast hoti hai…:grin::yes:
cahlo cahlo N par gao .. ladki logon
actually mera 1 process chal raha hai saath saath uski output bhi dekh raha hoon .. so jab tak wapis aa ke kuch likhta hoon tab tak koi likh chuka hota hai :D
naachayange saari raat soniye weh…
naachayange saari raat soniye weh…
Karlo thoda sa pyaar…. karlo thoda sa pyaar
R
lol sorry… yeah manish thats my site… sorry hindi aint my forte n specially hindi songs… breaking my head to think of songs n then figure out how to type them :P
aacha ab ladke vs. ladkiyan???
dho daalenge..sabun lagaaake..
go for it Madhu!
ram teri ganga maili ho gayi .. papiyon ke paap dhote dhote :)
hey ram
T
Arreee..Poonam… competition ki baat hi nahin hai… dekha nahin hum ladki log kitna fast hai…
evident hai rey…:grin:
We gals rock:yes:
:mrgreen:
no ladke vs ladki.. main thoda kaam bhi kar raha hoon :) and kunal bhaiya bhi saath nahi de rahe jaada ..
Tum mere ho… bas mere hi mere ho…
H
raat baki
ho na hai jo
ho jane do
Hai re hai ..neend nahi aaye.. aaya pyar bhara mausam aaya …….
Y
Dekha… humne already darrra diya ladka log ko…:mrgreen::mrgreen::mrgreen::rotfl:
hum aapke hain koun…hum aapke hain koun..behcain hai…meri nazar…karta hai kya….aaisa asar..
ra
yeh taara woh taara har taara…yeh taara woh taara har taara..dekho ji se lage pyaara..yeh taara woh taara har taara
ra
yeh raat aur yeh durri.. tera milna hai zarrori..
R
roja janeman tu hi mera dil tujh bin tarse naina
Na
reshmi salwar kurta jaali ka…roop suha nahi jaane nakhre wali kaaaa. hoyeeeee
ye
ye kaha aa gaye hum
yuhi saat chalte chalte
Na par gao
nanhe munhe bache teri muthi mein kya hai
Already sung by me Kunal
Na
Ok – am off now…. Kaam bhi karna hai.. yeh bahut addictive hai..
me too goin out to lunch :) have fun ppl.
Ok last one – neele neele ambar par chand jab chahye.. pyaar barsaaye humko tarsaaye.. aisa koi saathi ho.. aisa koi premi ho… pyaas dil ki bhuja jaaye….
Ye
bye guys!! Thanks for playing.
ye lamhe ye pal toh humko yaad rahenge
Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaamPar tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye ram
Ma
oops what a mistake!
Thanks Madhu
Ga se gaana..
Gori teri aankhen kahe…tu raat bhar sooyi nahi..chanda leke chup gaye..aur taaron ko bhi maloom nahi…ke tune mujhe dil diya..tera dil liya..tu hi hai bahana..koi aur nahi..
we will then continue with Kunal’s song..:smile:
mein hoon na
kiska daar hai tumko
mein hoon na
na na karte pyaar tumhi se kar gayi kar gayi..O Tune Kiya Kya Yaad, Haay Mai Mar Gayi, Mar Gayi, Mar Gayi
Ye
ye dil, naa hotaa bechaaraa
qadam, na hote aavaaraa
jo Khoobsoorat koi apnaa hamsafar hotaa
ho ho ho ye dil, na hotaa bechaaraa…
rona kabhi nahi rona…chahe toot jaaye..koi khilona…khilona..ronaa..
Na
nain se naino ko milaa
kaahe ko sataaye hai aa bhi jaa
nain se naino ko milaa
aa bhi jaa …aa bhi jaa…
dilrubaa aa bhi jaa..
raat ko kar alvida …
dilruba aa bhi jaa
wrong entry…second chance…
Lo aa gayi unki yaad
woh nahi aaye…
poonam… 136 waala gaana maine gaaya 64 pe..
Phir sey gaao Ga sey!!
For the next commenter — start with
Ye/Y
Have fun!!
Ye kya ho gaya bewafa tere pyar mein….
Chaha kya, kya mila… tere pyar mein
I think… the above one… starts like… ‘Kya se kya hogaya’
So here is another song….
Yeh dil na hota bechara, na hum hote awara.
Jo khubsoorat koi apna humsafar hota
BTW, Poonam:!: congrats on completing 1000 comments, Party time
Tanha dil… Tanha Safar,
Dhoonde tujhe phir kyon nazar,
Tanha dil…
dil chahata hai
kabhi na bite yeh din
(is that right :P )
Comment number 150 goes to my name. Making records.
You folks enjoy.
I made a record. Yuhooooooooo. :)
Now treat please!!.
na jane mere dil ko kya ho gaya,
abhi to yahin tha abi kho gaya..
Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna,
lakh kar le tu inkaar sajna
ikraar sajna…hai yeh pyaar sajna
arrey..sorry prasad already sung this one:banghead:..okies..another one..:razz:
Na tum hamein jaano
Na hum tumhien jaane
magar lagta hai kuch aisa
mera humdum mil gaya
Thank you Ankur. We shall give a treat once Neeraj also reaches 1000 comments.
I think it should have started with -La Kunal.
Khair koi baat nahi..we will let it slide.
Congrats Govind.
Good one Mallika.
Y/Ye
Yaara yaara main toh phisal gaya re..
yaara yaara hadh se guzar gaya re..
Re
We will wait for Neeraj’s number 1000 comment… no way!
According to the current rate… it will take him 15 years to reach 1000 mark
raam kare aisaa ho jaae
meri nindiyaa tohe mil jaae
main jaaguuN, tuu so jaae
main jaaguuN, tuu so jaae
Ae -
aise na mujhe tum dekho
seene se lagaa luungaa
tum ko main churaa luugaa tumse
dil mein chhupaa luungaa…
On of mu fav ones!!
Back to GA-
arre…yeh kahaan se kahaan pahunch gayaa…
gajab kaa hain din socho jaraa, ye diwaanaapan dekho jaraa
tum ho akele, hum bhee akele, majaa aa rahaa hain kasam se
Se
suramai ankhiyon mein nanhaa munnaa ek sapanaa de jaa re
nindiyaa ke udate paakhii re, ankhiyon mein aajaa sathi re
re-
Rehna toh hai tere hi sang, rehna magar mumkin nahin
Ye tishna.. i dil ki mere kaise karun main bayaan
neend churaake raaton mein, tumane baaton baaton mein
dekho baat badal dee hai
humm phir baat badal denge, aaj nahin dil kal denge bhai
aisee bhii kyaa jaldee hai,
aare aisee bhii kyaa jaldee hai….
Another of my fav ones..
H-
Haan Maine Bhi Pyar Kiya
Pyar Se Kab Inkar Kiya
Bheegi Bheegi Raatein Meethi Meethi Baatein
Aur Maine Dil Ko Nisar Kiya
Haan Maine Bhi Pyar Kiya
162 comments!!!!!!!
:shock::shock::shock: LOL
I guess I am a “little” late!! hehe
“ya” hai?
Ye mera dil pyaar ka deewana,
deewana deewana, pyar ka parwaana
aata hai mujhko pyaar main jal jaana
mushkil hai pyaare tera bachke jaana…
again “na”
koi hai nahi yaha par abhi?:sad:
Can I play antakshari with myself?
Wokay next person sing with “na”
Na naa Karte pyaar tumhi se kar baithe
karnaa thaa inkaar magar ikraar tumhee se kar baithe..
na na karte pyaar tumhi se kar baithe :-)….
I guess “The” is next :-)
Naam hai mera fonsesca baby humein tum nahin jaanta
Naam hai mera fonsesca baby humein tum nahin jaanta
Bachke humse kidhar jayega idhar aana maangta
Ta -
Tum mere ho bas mere hi mere ho….
Ha
Haan mera deewanapan kuch kaam to aaya
Ho, haan mera deewanapan kuch kaam to aaya
Ho, aaj tere honton pe mera naam to aaya
Mera naam to aaya
but, right when I was getting ready to go home, u guys came.. :(
kya karen… ab aaj bhi mereko akela khelna padega… haina…
ok so, here I start for todays game.. :)
starting with ya…
yaad aati hai magar aaati nahi.. aati nahi…..
saamne hai par nazar aati nahi…. aati nahi….
waiting for someone to continue this… taking a nap now….
ok, i’ll play myself..
nahin nahin.. abhi nahin
abhi karo intezaar…
ahhh… after singing that song, i felt I was singing it for myself…. intezaar karna padega
Rote hue, aate hai sab ..
Hasta hua joh jaayega..woh mukaddar kaa sikandar
jaane man kah laayega…
Ankur, dont underestimate me:)…
gumnaam hai koi….badnaam hai koi..kisko kabar kaun dagar?
anjaan hai koi…
next one “ieee”
Excuse me …Kya re …Mera dil tere pe fidaa re
Excuse me…Kya re:duh:
Mera dil tere pe fidaa re
Bus stop pe dekha tujhe pehli baar:hyper:
Jhatke mein ho gaya tere se pyaar:cool:
Bolta hoon main sachchi baat
Samajh mat isko bakwaas kya:no:
incase if u havent heard its a song from movie called “style’
okie next one “AAAA”
Aaja Shaam Hone Aayee.. Mausam ne lee angadyee
Tu Chal… main aayee.
Neeraj… a party ka sawaal hai
eechakdana beechakdana
dane upar dana eechakdana
Na-
:rotfl:
neend churayi meri, kisne o sanam, tune
ohooo…chain churaya mera, kisne o sanam, tune
dil mere rehne wali, kaun hai..tu hai tu hai
hooo:razz:
Hai apna dil to awaara…
na jane kis pe aayega
gum hai kisike pyaar mein ..dil subeh shaam
phir bhi main le nahin paon…hai uska naam
hai raam….
Main Pal do Pal ka shayar hoon,
Pal do pal meri Kahani hai…
Pal do pal meri Hasti hai…
Pal do pal meri Jawani hai…
Wow what a great game guys!
I am glad that after 150 comments you all are still enjoying!
humko tumse pyaar hai..jeena behkaraar hai..aaja meri bulbul..tera intezar hai..
h/hu
Hum bewafa hargiz na the… par hum wafa kar na sake…
Humko mili uski sazaa, hum jo khata kar na sake…
kyunki saas bhi kabhi bahut thi…:rotfl:
Poonam:!: -10 points
‘K’ again…
Kya hua tera waada… woh kasam woh iraada
Bhoolega Dil jis din tumhe…
Woh din Zindagi ka aahkhri din hoga…
been waiting for Ga -
gela gela gela dil gela gela
mila mila mila koi mila mila
teri har ek aadaa lage sabse judaa..
tujhpe main fidaaaaaaaaa main fidaaaa
da
Diye Jalte Hain… Phool Khilte hain
Badi Mushkil se magar duniya mein… dost milte hain…
One of my favorites….
nahi nahi..abhi nahi…abhi karo intezaaarrr chodo naa…
nahi nahi..abhi nahi..dil hai behkaraar
Ra
Raat ko neend aati nahin
Tabiyat chein paati nahin
Mera dil ka chein tune le liya
Ya
Yamma yamma…yamma yamma..yeh khoobsurat samaaaaa
bas aaj ki raat hai zindagi..kal hum kahan tum kahaaa
:D :D
Sorry Ashwin..maidaan main aaye tum par yeh gaana main already gaa chuki hoon.
Lagta hai ab Antakshari band karna padega…gaane repeat honge.
Thanks everyone for playing!